You Tube ke speed kaise badhaye jaane hindi me

You tube ke speed kaise badhaye jaane hindi me

you tube ek bahut hi achchi sadhan hai jisse ki tarah tarah ke videos youtube par dekhne ko milte hai... ye sabse behtar tarika hai video ko online dekhne ka yaha aap apne man pasand ke vedio dekh sakte hai or aap apni pasand ke vedio update kar sakte hai  lekin aap iska maza tab hi le sakte hai jab aapke pass achih speed wale internet ki suwidha ho...or vedio bhi bina kisi rukavat buffering ho sari suvidha hone ke baad bhi you tube ki speed kabhi kabhi slow chalne lagti hai....to aaye aap jaane ki youtube ke speed kaise badhaye,,, jisse aapko vedios dekhne me koy pareshani na ho....
Aise kon se karan hai you tube ki speed par asar padta hai or vedio slow chalne lagta hai
aaj kal har kaam internet se hone laga hai ghanto ka kaam minto me hone laga hai...
you tube ke vedio dekhne time aapki youyube ki buffering ki speed aapke internet ki speed par nirbhar karti hai...
agar apka computer ya hardware purana ho to youtube ke vedio load ya buffering hone me jiyada time le leti hai...lekin aap is problem se nikalna chahte hai to aap niche diye gaye upaay ko dhhiyaan se padhe or ise apnaye....
     Internet ki speed ko aap 20%  tak badhaye
20% internet ki speed bhadhane se akki you tube bhi badh jayegi agar apke pc ya laptop me windows hai to aap bahut asani se apne internet ki speed badha sakte hai...ab ham point par aate hai 
sabse pahle aap apne computer ya laptop ke  Start  button par click kare ek menu khulega ab aap us menu se Run par click kare waha par ek box khulega usme aap typ kare gpedit.msc local computer policy chun kar limit reservable bandwith tak pahuch kar ispar double click kare or bandwith sima ko 0 kar de....content delivery network ek aisa system hai jiske duwara kaie networks mil karbhugalik sthan ke adhar par internet ke panne bnate hai jab aap youtube par video dekhte hai to usse us server se chalaya jata hai...jaha par wo usse pahle dekha ya jama kiya gaya tha or na ki you tube server se alag alag server duwara  video dekhne se you tube ki buffering speed par asar ho sakta hai isliye aap CDN networks duwara istemal ho rahe hai ip address ko block kar sakte hai.... ab you tube ka speed kaise speed kare...

                   You Tube DNS ka istemal kare

you tube ki buffering ki speed aap badha sakte hai agar aap alag alag ke DNS connection se internet ka istemal kare iske liye aap apne pc ke control panel ke network ko chune..isme properties ke betton me click kare ab internet protocol par click kare ab open DNS addresses me new DNS server ka nomber dale..

        Speedbit video accelerator ka use kare
video speed badhane ke liye Speedbit video accelerator sabse achah software hai you tube ki buffering ki speed badhane ke liye....
es software se aap n hi youtube balki 165 video sites jaise facebook, yahoo video,etc....
ke liye bahut achahe se kaam karti hai...aapko bas ye software ko install karna padega....
inka  free vivaran sabhi sadharan videos ko chala sakta hai par HD videos le liye apko paisa dena hoga....

        Cache DATA ko saaf kare
jitne bhi purana cached ya browsing data jaise password,history,etc......ko hmesa hatate raheye...jisse aapke internet ki speed par koy bhi asar na ho..aisa kai software bhi uplabdh hai jo aapke anchahe browsing data ko hatate rahti hai..ccleaner software ye software ka aap istemal kar sakte hai....

 Flash Player ke liye aap cache size ko badha sakte hai
agar aap internet explorer ya mozilla firefox ka istemal karte hai to you tube ki speed badhane ke liye vieos ki size ko badha sakte hai isse apka videos jaldi load hoga...

      You tube ki video quality bhi aap badal sakte hai
you tube ki speed badhane ke liye aap videos ki quality badal sakte hai...
high quality videos ko aap low quality jaise  240p ya 360p tak badal sakte hai......
      
      You Tube par vigyapan aanewale ko band kar de

you tube par video dekhte samy bich me aane wale vigyaapan aa jane se aapki speed kam ho jati hai...isse bachne ke liye aap ek plug-in ko bhi install kar sakte hai jo ki you tube par aane wale vigyaapan ko rok dete hai,,,,
adblocker taknik bhi suvidha hai vigyaapan  ko rokne ke liye......,

aap sabhi ka ham apne dill se thank you kahte hai ki aapne apna kimti samy de kar mera post padha...
bas aaplog hamara isi tarah sath de taki mai or bhi isi tarah ke jaankari deta rahu,,,
or ek baat jitna ho sake is post ko share kare niche box bna hoga facebook,google plus or bhi site ka aap unme clic kar ke post ko share bhi kar sakte hai,,,or jiyada se jiyada apne dosto ko bata sakte hai,,,

0 टिप्पणियाँ:

Post a Comment

Aap ki madad karne me hame khuShi hogi agar aapko koy bhi pareShai aaye to hme comment me bataye mai aapka madad karunga

Note: Only a member of this blog may post a comment.