Smartphone APP se sanware Rang Roop Chune Makeup

ab aap apne smartpone ki madat se apna makeup kare jaane kaise

aksar log rand roop paane ki chah rakhte hai or inme mahilaye n sirf gharelu nukhse aajmati hai,
balki soudary parsadhno ki kharidari par apne mahnat ki kamay bhi lootati hai...
ek survay ke mutabik mahilaye jivan bhar me lagbhag 9,00,000 rupes beauty treetment or kausmatik par kharch karti hai... inme se lagbhag 1,50,000 rupes ke beauty treetment or kausmatik aise hote hai...
gairjaroory saudary utpaadou par paise jaya karne se bachne me application madadgaar saabeet ho sakte hai....

chalo ab batate hai ki apne chahre par smartphone ki madad se kaise makeup karte hai...

IPUR BEAUTY  APP



es app se aap apne chahre par kis rang ka faundation,lipstick or aye shaido sabse jiyada jachega, iska pata
lagane ke liye mahilaye 'IPUR BEAUTY' app a sahara le sakti hai.....
darasal app par fhoto uplod karne ke saath hi chehre par alag alag rang ke faundetion, lipstick, or aye shando aajmane ka vikalp dikhne lagta hai....
mahilaye shoping se pahle manchahe rang par click karke dekh sakti hai ki ye unke chehre par khilega ya nhi ...es app me aap is tarah se aap makeup kar sakte hai...

ye to hogai apne chere ka makeup ab ham baat karte hai Nails paulish ki jis tarah se hmne face makeup ke baate me bataya usi tarha hi nails paulish bhi kar sakte ho to chalo ab ham main point par aate hai....

Youcam nails-manicare salon APP

 ap ki tuwacha skin ki rang se sabse jiyada mel khane wali nails-poulish ke chayan ke liye mahilaye youcam nails manicare salon app ki madad le sakti hai..haath pair ki ungliyou ki photo daalne par app alag alag rango ki nails poulish ke aakan dikhane lagta hain mahilaye jis bhi nails poulish par click karti hai nakhoon par unka rang chard jata hai ....aap es tarah use kar sakte ho....

Lipstick-lainer lagane ke sadhan

Mirror app

makeup ki shoukin mahilaye ko har jagah mirror le jaane ki jarurat nhi....kiyu ki ab aagaya hai aapke smartphone me wo sadhan jinka name hai Mirror app 
mirror app  ke jarye ve jahan chahe vahan apne smartphone ke front camre se disply ko shishe me tabdil kar sakti hai....khas baat yah hai ki mirror app chehre face ko 'zoom' or freez karke dekhne ki suvidha deta hai isse lipstick, lainer or kajal jaise kausmatik ko lagana asaan ho jata hai....
ye mirror google playstore par free me uplabhd hai.....

;- post padhne ke liye thank you....
hmara ye post aap ko kaisa laga aap hme jarur bataye  

0 टिप्पणियाँ:

Post a Comment

Aap ki madad karne me hame khuShi hogi agar aapko koy bhi pareShai aaye to hme comment me bataye mai aapka madad karunga

Note: Only a member of this blog may post a comment.