Blogger Me New Post Kaise Likhe Hindi Step Se

Blogger Me New Post Kaise Likhe 


hamne aap ko iSSe pahle Wale poSt me apna khud ka WebSite ya Blog bnane ka tarika bata diya hai...or umid hai ki aapne acheh se follow karke aap apna new website bna liya hoga...

AGAR AAPNE APNA WEBSITE NHI BANAYA HAI TO YAHA CLIK KAR KE WEBSITE KAISE BNATE HAI WO DEKHE click now

Website,Blog Ki Traffic Kaise Badhaye Jaanne Ke Liye Yaha Click Kare

ab aapne apna blog bna liya hai to ab baat aati hai ke iSme ham koy bhi jaankari ya apna karobaar ke baare me post kaise kare...ok...yahi baat hai n...to chalye aapko batate hai ki aap blogger par apni pahli post ko likh kar publish kaise karte hai.....

NOTE - post likhne se pahle mai ek baat bata dena chahta hu ki aap jin baare me ya jin topic par aap post likhe par us post ke baare me aapko achih jaankari hona chahye agar aapko jaan kari nhi hogi to pahle apni jaankari badhaye uke baad post kare....

Blogger Me Post Likhne Ke Liye Kaise Kare

Aap sabse pahle blogger me apna blogger ko login kare
www.blogger.com par or apne dasahbord me jaye aap login karoge to aapke samne is tsrah ka dasahbord khulega niche photo me dekhe...


aap in pencil ki icon par click kare jaisa hamne upar photo me dikhaya hu...
uspar click karne ke baad aapke saamne post editor ka page khulega kuch is tarah niche photo dekhe...






1. Yaha par aap Post ke liye Heading likhe matlv Post Title Me 
aap apna post jin topic par likhna chahte hai unka headline ko aap Post Title Me likhe...

2.Ab aap niche 2 nomber par matlav ek Box hoga aap waha click kar ke
aap apna post ke baare me likhe or ek baat aap jab post likhe to chote chote paragraph me likhe or us post se related ek image jarur us kare....or post kam se kam 300 sabd se jiyada ho kam nhi...isse aapki search engine me bahut hi faida hoga...

3. last me aap 3 nomber me post ko publish karna hai
aap jab post ko pura likhne ke baad aap chahe to post ko Save kar le ya aap logo ko dhikana chahte hai to Publish par click kar de aapki post usi time se aapke website par update ho jaayega
bas lijye aapne apne website par post bhi karna sikh liya umid hai ki hamne apne taraf se acheh se or saaf saaf bataya or aapko samajh me bhi achih tarah aaya hoga agar aap chahte hai ki mera post or bhi koy padhe to plz.. aap ise share kare niche aap social media box bna hoga aap unpar click karke share kar de..

or agar aap chahte hai ki hamari har post se aap jude rahe to aap mera email suscribe box me apna gmail ko likh kar suscribe kar de apko hamara har Notification aapko milta rahega...or hamara facebook page bhi like kar sakte hai...Happy Blogging
Dhanywaad

INHE BHI PADEH
Free Me Blogger Par Apna Khud Ka Website Kaise Bnate Hai

0 टिप्पणियाँ:

Post a Comment

Aap ki madad karne me hame khuShi hogi agar aapko koy bhi pareShai aaye to hme comment me bataye mai aapka madad karunga

Note: Only a member of this blog may post a comment.