Facebook Par Anchahe Logo Se Picha Kaise Chudaye Jaane Hindi Me

Facebook Par Anchahe Logo Se Picha Chudaye Jaane Kaise 


Aaj ke time har koy facebook us karta hai facebook world ki NO-1 Social Networking Website hai apne dosto se rojmarra ki gatividhiyo se lekar Fhoto,vedio,or Desh Duniya ki halchal sajha ( share ) karne ke liye log facebook ka istemall sabse jiyada pasand karte hai..
.

America Agenci NIDHEM ki or se JULY 2015 me jaari ek survay ke mutabik internet usser rojaana ostam 20 Mint se jiyada time log facebook par gujaarte hai halaki site par mojud kuch ficher chidchidahat pan bhi paida karte hai misaal ke tor par game ya ajnabiyo ke Comment or Like se jude Notification ko hi le lijye...
baharhaal,rahat ki baat ye hai ki facebook ki site ki Setting me kuch badlaou karke ham inse chutkara pa sakte hai....

INHE BHI PADEH
Ek-Baar-Me-Sabhi-Jagah-Se-Logout-Kare Apna Facebook Account 

Free Me Website Bnane Ke Liye Yaha Click Kare

ab baat aati hai ki kaise...or setting me kiya karna padta hai...to chalye ham aapko batate hai ki kaise insab se chutkara paya jaye.....
aap hamare bateye huwe baate ko dhiyaan se pade or samjhe......ek dam acheh se Follow kare

Post Par Like Ke Notification Aise Roke

Facebook par aksar Dost aapko kisi anchahe Teks,Photo, ya Vedio Post Me Tag kar dete hai iske baat post se sambandhit post par jitne bhi Like,Share,or Comment aate hai usse juda Notification aapke account me pop ap hota hai...haalaki aap chahe to inhe block bhi kar sakte hai...iske liye aap sabse pahle
www.facebook.com  par apna id login kare
 fir aap wo post khole jinse aapko jiyada problem hai...post kholne ke baad post ke Right top par /\  is tarah ka nisaan hoga aap waha click kare..., aap photo me dekh sakte hai


upar photo me aap dekh sakte hai aap unpar click karne ke baad aap ke saamne ek page open hoga aap niche wala photo me dekh sakte hai


Turn on notification for this par click kare ubar ke photo me dekhe  click karne ke baad aapka us post ke Notification band ho jayega post par hone wali kisi bhi gatividhiyo ka notification aapko nhi milega agar time ka abhao hai to aap us post ko baad me padne ke liye bhi sahej sakte hai iske liye aapko menu me deye ' Save Post ' ke vikalp par click karna hoga or aap fir se use pad sakte hai,,,

to aap is tarah se apne anchahe post ke like,share,comment ko rok sakte hai.....to umid hai ki ye hamra bataya huwa trick aapke kaam aayege or aapki madad bhi hogi or jab aapki madad hogi to hme bahut khusi hogi.....

agar aapko pasand aaya ho to plzz... aap inhe share kijye

0 टिप्पणियाँ:

Post a Comment

Aap ki madad karne me hame khuShi hogi agar aapko koy bhi pareShai aaye to hme comment me bataye mai aapka madad karunga

Note: Only a member of this blog may post a comment.